Jump to content

Search the Community

Showing results for tags 'waqar dar'.

The search index is currently processing. Current results may not be complete.
  • Search By Tags

    Type tags separated by commas.
  • Search By Author

Content Type


Forums

  • Help Support
    • Announcement And Help
    • Funday Chatroom
  • Poetry
    • Shair o Shairy
    • Famous Poet
  • Islam - اسلام
    • QURAN O TARJUMA قرآن و ترجمہ
    • AHADEES MUBARIK آحدیث مبارک
    • Ramazan ul Mubarik - رمضان المبارک
    • Deen O Duniya - دین و دنیا
  • Other Forums
    • Quizzes
    • Movies and Stars
    • Chit chat And Greetings
    • Urdu Adab
    • Entertainment
    • Common Rooms
  • Science, Arts & Culture
    • Education, Science & Technology
  • IPS Community Suite
    • IPS Community Suite 4.1
    • IPS Download
    • IPS Community Help/Support And Tutorials

Blogs

  • Ishq_janoon_Dewanagi
  • Uzee khan
  • Beauty of Words
  • Tareekhi Waqaiyaat
  • Geo News Blog
  • My BawaRchi_KhaNa
  • Mukaam.e.Moahhabt
  • Sadqy Tmhary
  • FDF Online News
  • Dua's Kitchen
  • FDF Members Poetry
  • Raqs e Bismil
  • The Pakistan Tourism
  • HayDay Game
  • عشق میری زیست کا حاصل
  • News
  • bayzz-a-jaan
  • DASTAK

Categories

  • IPS Community Suite 4.5
    • Applications 4.5
    • Plugin 4.4 Copy
    • Themes/Ranks Copy
    • IPS Languages 4.4 Copy
  • IPS Community Suite 4.4
    • Applications 4.4
    • Plugin 4.4
    • Themes/Ranks
    • IPS Languages 4.4
  • IPS Community Suite 4.3
    • Applications 4.3
    • Plugins 4.3
    • Themes 4.3
    • Language Packs 4.3
    • IPS Extras 4.3
  • IPS Community Suite 4
    • Applications
    • Plugins
    • Themes
    • Language Packs
    • IPS Extras
  • Books
    • Urdu Novels
    • Islamic
    • General Books
  • XenForo
    • Add-ons
    • Styles
    • Language Packs
    • Miscellaneous XML Files
  • Web Scripts
  • PC Softwares
  • Extras

Categories

  • Articles
  • Welcome & Introduction

Categories

  • General
  • Social
  • TV Shows
  • Gastronomy
  • Technology
  • Science
  • Music
  • Sports
  • Eroticism

Find results in...

Find results that contain...


Date Created

  • Start

    End


Last Updated

  • Start

    End


Filter by number of...

Joined

  • Start

    End


Group


Facebook ID


FB Page/Group URL


Bigo Live


Mico Live


Website URL


Instagram


Skype


Interests


Location


ZODIAC

Found 3 results

  1. Asalam O Alaikum,, Bachpen Main Hum Sachool Books Main Jo Kaniya Sabaq Parhty They,, Un K Pishy Koi Na Koi Maqsad Zaroor Hota THa, Jo Ik Kahani Ya Maqsad Bata Ker Is Duniya Main Burai Rokne Aur AChai Phelane Ki Tarif BAcho Ki Zehnei Nashonoma Krty Tha,, Un Ko Makhtliq Sabeek Ameez Khanioun Main Mukhtilf Janwaron PArndoun Badshaoun Ka Zikar kr K Un Ki Zehni Taribiat Ki JAti,, Janwroun Aur badshaoun PArioun Ko Is Liye Sabaq Ka Hisa Banya JAta , Kiyo K Bachy in Cheezoun Ki Tarif Zayadah Ghamzan Hoty aur Un k naam Sunty Hi Kahani Tawajah SE suntey,, Sab Ki Sab Kahaniyo Ka Maqsad us BAchy ki ikhlaqi taribiat kerna hota ,, ta k Jesay jesay Woh Bacha barha ho un asbaq ko zehan main rakhy aur , Kisi Ko DHoka Dyny kisi Pe Zulm Krne kisi ka Haq Khane,, Himat Na Harne ,, Bar Bar Koshish krne , mustikal mizaji,,,, buri aur achi suhbat ka asar,, dekha dekhi kaam krna, hikmat amli, wagera jese ansar ko deikh achai ki raah ko hamesha chunein.. aur Qudrat K Asouloun ko samjhy faqt usi ka khouf khaye ,, Aur apni tarif se faqt achai karein burai ho b jaye to us pe toba kr lein aur dobara buri mehfloun buray logo se door rahy,, bachy un kahaniyo ko goor se suntay aur pe ko zehan nasheen ho jati,, jab woh barhy hotay to un k samne yeh baat ati k jo kachwa khargosh bhair bakriya hein,, woh sab insaan hi hein ,, kiyo k woh jab in jesi surat haal se guzarta to us ko koi b janwar yeh cheez krta howa nazar nahi ata,, bus insaan hi nazar aty hien,, wohi yeh cheezein apni dilli khawahishaat janwar ban k puri kerne main lagy hotay,, ,, khair mare ird gird to bohat c is trha ki kahaniya bani jin ko deikh k mujhe laga k yeh khargosh wali kahani thi yeh bhirye wali,, yeh badsha aur tajar wali,, sab kahniyoun main ik cheez hi samjhye jati k her cheez her shay sirf qudrat pe munhisar hy ,, hamein sabeq diya jata k aysay awamal diekh un se bacha jaye,, magar kuch kahaniya main ne aysi b parhi jo mujhe apne samne hoti nazar ayein to mujhe un kirdaroun pe hansi aye ,, jo is kahani ko anjaam dy rahy thy ya hein aur mera khud hi faisla kar k masalein deein rahein k woh zarbul misal woh kahani ka sbaq yaad karo ,, aur dohra rahein hein,, mujhe hansi is liye ati hy k kahaniyoun main achy kardar ko jaan k us pe amal kiye jane ko kaha aur faisla aur nateeja qudrat ki tarif se kaha gya,, magar woh logh kuch log aysein hein jo khud ko qudrat hi samjh rahein ,, aur logo ki zindgoun main faisly ker un ko sabq dy rahy,, un se ik sabaq main share krta houn,, jo mare dekhne pe aya,, wese aye to bohat magar phir kabi sunao ga ager zaroorat aur time howa.. woh sabaq hy jesi karni wesi bharni,, matlib insaan jo kisi k sath kary ga aur jaan bojh ker puri zehani shatranj rachy ga aur kisi ka bura kary ga us k sath b wesa ho ga,, ya us se pehly ho jaye ya woh khud apni shatrang main gir jye ,, aur is ka maqsad b acha hi hota tha ta k insaan kabi is tarif na sochy aur khuda ka khouf rakhy,, kisi ka bura sochne se pehly khuda ko yaad rakhy,, abh is k matliq mujhe kahani to nahi yaad aa rahi,, main exaple koi soch ker likhta houn jis ka sabaq wohi ho aur us ko mukhtisar se misal pe likhta houn phir ap ko real zindgi se attached shuda manzar b batata houn ,, wese yaha abh bacha to koi ata nahi ho ga to is k sabaq wali kahani ko main insano pe hi munhisar rakhta houn,, aik gaoun main do dost they ,,jo umer k lehaz se to aik se they,, magar zehni nasho noma k hisab se bilkul ik dosre k mutzad they,, aik ka naam Mobeen tha dosre ka Ayan,, mobeen parhai likhai aur ikhlaqi lehaz se bohat zaheen aur narm dill tha ,, jab k ayan nalaiq saro,, aur hasad krne wala tha,, mobeen ki zehni qabliat aur husn e ikhlaq k sabab woh school mohaly dosto main her-dil azeez tha ,, jab k ayan apni hi khamioun ki waja se ik to logo se dour tha jab k dill hi dill main apne dost se b jhalta tha aur sochta tha k is ki jaga ho,, qudrati lehaz se kuch banday jin k diloun main hasad hota hy,, woh dosro ka muqabla krne k liye khud ko sahi nahi krtay balke dosroun k khamiyaan bana bana k agya bata k us ko b na-kaam krne ki koshish krty hien,, ayan b kuch is trha ki hi zehni kafiyat rakhta tha woh khud ko sahi na kar pa raha tha ,, magar dill hi dill main jalta aur us ki choti choti khamiyo pe gour krta ta k jab kahi us ki achai samne aye woh us ki khami bata us se us ko tafreeq kr dy,, aur us ko apne se haqeer sabit kary,, halanke mobeen us ki is baat se waqif tha magar phir b us ko dost samjh farmosh kiye jata,, kiyo k us ki zehni taribiat us ki trha ki nahi thi,, aur woh achyy dill ka tha ,, us ka yeh amal deikh bus chup ker k muskra dyta ,, ta k us k dost k dill ko thori c taskeen mil jye ,, woh yeh b janta tha kamyabi aur kamrani izat sab Allah ki tarif se hy to us ka dost yeh sab ker k us ko koi nuqsan nahi puhncha skta ,, woh us ko samjhata b baad dafa k aysa nahi krty magar ayan ki zehni halat hi aysi thi k woh dill hi dill main aur chirta is liye mobeen b us ko bus dost samjh us ki batoun ko bhula dyta aur bus itna kehta k ik din tum nuqsan uthao gay,, mera kuch nahi jana,, magr ayan tha k samjhne k naam hi nahi lyta tha ,, hasad bugz ki aagh main jalta rehta aur us k khilaaf chalein chalta rheta,, jab tang aa gya k abh koi aur rah nahi to us k zehan main wadi sari shetani chaal chalne lagi k ab koi wada sara karnama injaam dyna chahiye jis se main sab ko dekha sakoun k main theek houn,, yeh dill ka bura hy bus dekhawa krta hy,, us ne aarzi tour pe khud ko thora sa tabdeel kr liya,, ta k kisi ko us pe shak na ho , magar dill o dimag us bhyanak shatrang ko soch raha tha chahy woh zaban aur amal se kisi pe waziha nahi kr pa rah tha magar woh bus abh aik hi baat soch raha tha k kya kiya jye ta k sanmp v mar jye aur lathi b na tootay,, us ka dost b bura ban jye us ka naam b na aye aur woh us ki jaga lay ly
×
×
  • Create New...